Search This Blog

Monday 26 March 2018

April fool day/😋 मूर्ख दिवस

                       April fool day

   

A day with foolishness in April 1

Hey , doston ye to aap janate hi hoge ki April fool day manaya jata he aur ye bhi janate honge ki 1st April ko manaya jata he aaj hum is April ke mahine me manane wale April fool day ke bare me bat karate he

myvoiceloud

April fool day kahan ka culture he?

ye western culture he aur pashchim avam european countries me manaya jata he aur ab asia me kai contries me log isame interest le rahe he .

April fool me kya hota he?

April fool day me janarally jokes banaye jate he , doston ko , saathiyon ko fool yani murkh banaya jata he
 Isame ek dusare par jokes banaye jate he , jhoothi khabar , news felayi jati he taki log usaka aanad utha sake tatha bhramit aur ashcharyachakit kar sake . Ek dusaron ko bevkoof banane ,dusaron par chutkule banane ya kahe bevkoof , murkh banane me bada maja aata he
Is din isi prakar ki harakate , jokes , false news aadi se log ek dusare ka manoranjan karate he aur April fool day ka lutf uthate he

Wese to yeh din 15th century se bhi pahale se manate he parantu aadhunik rup se 18th century me iska chalan badha aur April fool day kai deshon me manaya jane laga
Isi tarah aap bhi kai tarah ki activity karake April fool ke din doston relatives aadi ko fool bana sakate he jo ki ek tarah ka majak hi he isase thoda enjoyment ho jata he.

April fool day manaya jana chahiye ya nahi ispar to aam ray nahi ban sakati par ha ye jarur kahata hu ki life me enjoyment ka koi bhi mauka nahi chodana chahe vo April fool day ho ya koi dusara funny day kyonki life ne insan ko bahut si tension se chutkara hota he aur khush rahane se vyakti internally bhi strong ho jata he ab aap ye din manate he ya nahi aap par he

Also read
Ramnavmi

Exam ke dauran tanav mukt rahe

ApriApfool is event ya kahe occasion ka prachalan jyadatar yuvaon me he aur vo bhi ise fun ke rup me kete he older age me isaka mahatva kafi kam dekha gaya he yuva bhi aksar school college days me hi jyada karate he
World water day

Doston aapko ye event post kesi lagi hame comment karake bataye aap myvoiceloud@gmail.com  par mail aur hame subscribe tatha follow bhi awashya kare taki hame protsahan bhi mile aur aapko esi aadhik article padh sake aur lutf utha sake .

No comments:

Post a Comment