How to overcome stress during exam / exam ke dauran tanav mukt kase rahe
he , doston ye to aap sabhi ko pata he ki exam ke dauran tanav kitana hota he
study ke samay jab hamari board exam hoti he tab thoda stress rahana to aam bat he
Ye tanav hame board exam , competitive exam tatha kisi bhi tarah ki taiyar ke samay rahata he
Aaj ham aapako batane wale he ki kisi exam ki preparation ke time pe tesion free kese rahe
1. Be calm 😑 : - shant rahane ki koshish kijiye don't be hyper isake liye aap meditation ka sahara le sakate he , thoda meditation karane se mind calm rahata he
2. sangit sunana - ji han ye bilkul such he ki sangit se man shant rahata he aur hum exam me achcha perform kar pate he to aapako jis tarah ka bhi music pasand ho apane mutabik music suniye ya aap gunguna bhi sakate he ye bhi uchit rahega
3 . Read only you read - bahut se students, candidates exam ke thik pahale pura padhane ki koshish karate he bulki ekdum exam ke pahale kewal jo aapane padha he use hi rewize kare bahut sare bacche exam ke thik pahale bahut sara padhate he jabaki unhe jo padha hua he use padhane se padha hua adhik samay tak yad bhi rahata he evam confusion bhi kam rahata he va exam bhi achche se de pate he
4. Don' be overexcited - over excitement me hum padhate hi rahate he even exam ke time tak padhate hi rahate he jis karan exam me bhulane ka dar rahata he isake liye exam ke kuch samay pahale dimag ko calm rakhane ke liye padhana kam kar dena chahiye
5. Be relaxed and calm - exam ke mind ko relaxed mood me rahana chahiye isake liye aap mind relaxation tharepy ka sahara le sakate he , agar aap dimag ke sath sath body ko bhi relax kare to jyada behatar hoga aap apani pasand ki moovie aadi bhi dekh sakate he
Also read shiksha aur sanskar
World water day
listening music , watching movies,maditation,keep body and mind relaxated , do some your favourite habit which you like .
ye kuch tarike he jisake dwara aap
exam k samay stress free rah sakate he
ye article pasand aaya ho to hame comment karake jarur bataye aap mughe follow aur subscribe bhi kate taki mughe motivation aur protsahan mile aur me aur adhik intresting articles likh saku.
No comments:
Post a Comment