Koshish karane walon ki har nahi hoti
Koshish karane walon ki har nahi hoti
Ji han, harivansh rai bachchon ji ne kya khub kaha he ki laharon se darakar bola par nahi hoti , koshish karane walon ki kabhi har nahi hoti.
Han ye bat har field aur har sector har jagah par lagu hoti he chahe aap kisi bhi field se ho.
Sunane me baat bahut aasa aur chhoti lagati he par he nahi ji han chahe student ho ya employee ya phir koi creator ye har kisi pe lagu hota he.
Sunane me baat bahut aasa aur chhoti lagati he par he nahi ji han chahe student ho ya employee ya phir koi creator ye har kisi pe lagu hota he.
Agar insan than le to vo kya nahi kar sakta bus ek hukar bharane aur khud ko pahachane ki jarurat he fir dekho kamal khud ka.
Sikandar jab yuddh ke liye nikalata tha to vo apne sainiko ko khud par aatmvishwas badhane ke liye prayas karata tha aur usme safal bhi hota aur yuddh bhi jitata tha jabaki usake sainikon ko ladate hue kai din mahino nikal jate the.
Student ko bhi apani skill apane talent ko pahachane huye purani vifalataon ko pichhe chhodakar aage badhana chahiye esase hi vah apane goal ka pahachanakar achieve kar payega tatha jindagi me saphalata hasil kar payega.
ye video dekhe
Kavi harivansh rai bachchon ki krati
Koshish karane walon ki
kabhi har nahi hoti
laharon se darakar
nouka par nahi hoti
nanhi chinti jab dana lekar chalati he
chadhati diwaro par so bar fisalti he
aakhir usaki mehanat bekar nahi hoti
koshish karane walon ki har nahi hoti
dubkiya sindhu me gotakhor lagata he
ja ja kar khali hath lotkar aata he
milate nahi sahaj hi moti gahare pani me
badhata duguna utsah isi herani me
mutthi khali usaki harbar nahi hoti
koshish karane walon ki har nahi hoti
asafalta ek chunoti he swikar karo kya kami rah gayi dekho aur sudhar karo
jab tak na safal ho nind chain ko tyago tum
sangharsh ka maidan chod mat bhago tum
kuch kiye bina hi jai jaikar nahi hoti
koshish karane walon ki har nahi hoti
Ise bhi padhe
He doston koshish karate rahiye ek na ek din safalata hasil awashya hi hogi awashya hi manzil aapake kadamo pe hogi bus koshish karate rahiye har mat maniye har mat maniye
No comments:
Post a Comment