Search This Blog

Saturday 31 March 2018

Hanuman jayanti vishesh/Lord Hanuman

Hanuman Jayanti wishes /lord hanuman


Myvoiceloud


 Hanuman Jayanti Hindu ka Dharmik Tohar hai is Din Hanuman ji ka janam din Hindu Riti riwaj evam Dharmik Manyata Hoon ke anusar Vidhi Vidhan Pooja archana bhajan kirtan dwara Kiya jata hai jo ki poore Desh Mein Harsh Anand Utsav purvak manayi Jati Hai

Pujan vidhan

 Hum Yahan Par Om Pujan Vidhi se baat kar rahe hain jis mein mukhya Pujan karte samay Kale kapde Nahi pahana Chahiye  lal evam pile kapadon dwara Pooja archana Ki Jana Chahiye Bajrangbali ki Puja mein in cheezon ka Vishesh Dhyan Rakhna chahiye

Vrat
Mahavir hanuman ji ki jayanti par upwas rakhate he to namak ka sevan nishedh mana gaya he is din mithe ka hi vrat rakhate he is din mithai ka dan karana chahiye tatha jo mithe ka dan karate he unhe khud mitha nahi khana chahiye evam salt ka bilkul prayog nahi karana chahiye

Hanuman ji ki puja ,vrat ,upwas ,bhajan kirtan aadi ko shastron me bataye gaye vidhi vidhan se hi karana chahiye tatha isame koi kitani nahi baratani he tatha saf safai ka bhi vishesh dhyan rakhana chahiye

Bajarangabali is kalyug me bhi ajar amar he unki puja archana se nishchit hi labh pahunchata he isake alawa kai shadhon se ye pata chala he ki niymit hanuman chalisa ka path karane se sharir ke uttakon ka achcgac vikas hota he va rog pratirodh chamata badhati he evam insan me ek naya utsah evam aanand utpann hota he 

Myvoiceloud

Isi ke sath aap sabako hanuman jayanti ki shubhjashubh , jai hanuman

Also read
          


Namak kitana upyogi

Agar aapako ye post pasand aaye to comment karake avashya bataye aap hame  myvoiceloud@gmail.com par e-mail bhi kar sakate he aur hame subscribe aur follow karana na bhule  jai hanuman.

No comments:

Post a Comment