Search This Blog

Wednesday, 9 May 2018

Best trick to cool in summer || garmiyon me cool rahane ke upay

Best trick to cool in summer || garmiyon me cool rahane ke upay

Tips to cool in summer

Summer me cool aur hydrate rahana bahut hi important hota he kyonki Garmiyon me heat adhik hone ke karan body par adeverse effect padata he atah skin aankhon aur body ko high temperature se bachana hi aawashyak he is hetu sahi khan pan , uchit fabric and sunligts se protection karani padati he aaeye janate he kuch cool tips and tricks to cool & hydrate in summer 

1 sahi fabric 
Aap chahe purush ho ya stri summer me kapadon ka sahi chunav bahut mahatvapoorn hota he isliye sharir par tight evam ese fabric jiname direct sunlight body par padati he 
 karana chahiye isake bajay cotton aur jut ke fabrics ko prathamiktaprdena chahiye jinase body par garmi kam utpann ho tatha pahanane me comfortable ho

2 Sunglasses
Fashion ke liye use hone wala sunglass ab aam ho gaya he tatha isaka upyog compulsory ho gaya he kyonki aankhe body ka bahut mahatvapoorn aur najuk part he isaki sunlight aur uv light se protection jaruri hoti he isalie summer me ghar se bahar jane par sunglasses jarur use kare  isase infection ka khatra bhi kam ho jata he 



3mentain proper diet 
Sahi evam sabhi padak tatva body ko milane chahiye isake liye bhojan me salad , juice ,hari sabjiyon aur falon ka adhik se adhik prayog karana chahiye kyonki liquid ke rup me body sabhi minerals vitamin iron ko aasani se prapt kar leti he isliye liquid ka prayog kare yah body ko hydrate karane me bhi madad karata he 

4 use of water
Fruits ,salad , juice inake sevan ke santh hi paani ka bhi adhik upyog kare taki dehydration se hone wale nuksan se bache aur body ko hydrate karate rahe isake liye summer me kai bar pani piye

Also like

Ye post achchi lage to doston ko share kare aur hame subscribe aur follow karana na bhule 

No comments:

Post a Comment