To suno ek baat
To sunoek baat ek love poem he jo krishna ke dwara likhi gayi he isame yadon baton ki pyare ehsason ki anubhuti he to padhiye aage
To suno ek baat
usane kahi sari raat
mujhe batlati
to kabhi
mere balo ko
mujhe batlati
to kabhi
mere balo ko
sahalati
muskurati kabhi
to kabhi
dur chatak jati
Par mujhase
muskurati kabhi
to kabhi
dur chatak jati
Par mujhase
pyar jatati
yun mujhako
dekha karati
jese ho koi aaina
Pucho to kahati
jese ho koi aaina
Pucho to kahati
bus yunhi
pyari baaton, kisson
ko batati
me kon hu,
me kon hu,
kya hu, usaka
ehsas karati,
ehsas karati,
adhikar jatati
kahane ko
meri saathi
par baaton,
par baaton,
meri yadon,
ehsason ki jivansathi
kitana kahati
ehsason ki jivansathi
kitana kahati
jese use
pata he
pata he
mujhase jyada
mere bare me
mere bare me
lagata jese
ek nayi
khushiyon ki
khushiyon ki
aahat aai
tanhai me koi
hansi gungunai
ek ghata si pure
aasaman pe chai
fir koi baat purani
yaad aai
tanhai me koi
hansi gungunai
ek ghata si pure
aasaman pe chai
fir koi baat purani
yaad aai
wo raaton ki ek baat
wo ehsason ke jazbaat
baatein jo kahi
usane raaton me
rah gayi bas
yadon me
yadon me
yadon me
Yadi aapko ye poem badhiya lage to aap hame subscribe kar sakate he hame myvoiceloudloud@gmail.com par mail bhi kar sakate he aur follow bhi .
wo ehsason ke jazbaat
baatein jo kahi
usane raaton me
rah gayi bas
yadon me
yadon me
yadon me
Yadi aapko ye poem badhiya lage to aap hame subscribe kar sakate he hame myvoiceloudloud@gmail.com par mail bhi kar sakate he aur follow bhi .
No comments:
Post a Comment